Al-Quran : Surah Al-Qalam – 68 Surah Al-Qalam Mecca me nazil hui, isme 52 aaytein aur 2 rukuh hain.Allah ke naam se shuru krta hun, jo bada meharban aur reham krne wala hai. 68:1 Nun. Kasam hai qalam ki, aur us ki jo kuchh ki ve (farishtey) likhte hain. 68:2 Aap apne rabb ki kripa (neimat) se […]
Tag: quran hindi translation
Al-Quran | Surah Al-Layl – 92 | Hindi Translation
Al-Quran : Surah Al-Layl – 92 Surah Al-Layl Mecca me utri aur isme 21 aaytein hain.Allah ke naam se shuru krta hun, jo bada meharban aur reham krne wala hai. 92:1 Kasam hai raat ki jab chhaa jaye. 92:2 Aur kasam hai din ki jab roshan ho jaye. 92:3 Aur kasam hai us (taqat) ki […]
Al-Quran | Surah Anaam – 6 | Hindi Translation
Surah Anaam makkah me nazil hui aur isme 165 aaytein aur 20 ruku hain.
Allah ke naam se shuru krta hun, jo bada meharban aur reham krne wala hai.
Al-Quran | Soorutul Al-Maidah – 5 | Hindi Translation
Soorutul Al-Maidah madine me utri, isme 120 aaytein aur 16 ruku hain.
Allah ke naam se shuru krta hun, jo bada meharban aur reham krne wala hai.
Al-Quran -1 | Soorut-ul-Fatiha | Hindi Translation
Soorut-ul-Fatiha Surah Fatiha Mecca me utri or isme 7 aaytein hain. 1. Allah ke naam se shuru krta hun, jo bada meharbaan or reham krne wala hai. 2. Sab Tareefein Allah sare jahan ke rabb ke liye hain. 3. Bada meharban, bahut reham krne wala hai. 4. Badle ke din (qayamat) ka maalik. 5. Hum teri […]
Al-Quran | Soorutul Al-Imraan – 3 | Hindi Translation
Soorutul Al-Imraan – 3Surah Al-Imraan Madeene me utri or isme 200 aaytein or 20 rukuh hain. Allah ke naam se shuru krta hun, jo bada mehrbaan or reham krne wala hai. Alif Laam Meem 3:1 Allah (taala) veh hai jiske sivaye koi mabood nhi, jo zinda hai or sbhi ka rakshak hai. 3:2 Jisne haqq […]
Al-Quran | Surutun Nisa – 4 | Hindi Translation
Surutun Nisa – 4Surah Nisa Madeene me utri aur isme 176 aaytein or 24 rukuh hain.Allah ke naam se shuru krta hun, jo bada mehrbaan or reham krne wala hai. Hey logon! apne us palanhar se darro jisne tumko ek jaan se paida kiya aur usi se uski biwi ko paida kiya. Aur dono se bahut se […]